Allah (S.w.t.) Aur Payambar (S.a.w.w.) Ke Madad Gar Hai Dono - Mir Hasan Mir
Allah (S.w.t.) Aur Payambar (S.a.w.w.) Ke Madad Gar Hai Dono
Quran Aur Ali (A.S.) Ilm Ka Meyar Hai Dono.

*****************************************************
Khud Kehte Hai Kuffar Yeh Dawa Nahi Mera,

Siffin Ka Lashkar Ho, Ya Ho Ghat Ka Pehra,
Ghazi (A.s.) Ke Liye, Ret Ki Dewar Hai Dono,
Quran Aur Ali (A.S.) Ilm Ka Meyar Hai Dono.
****************************************************

Kaam Aagai Turbat Mein Meri Ulfat E Hasnain (A.s.)
Apne Hi Aqide Ke Mile Mujhko Naqirain,
Meri Tarha Maula (A.s.) Ke Azadar Hai Dono,
Quran Aur Ali (A.S.) Ilm Ka Meyar Hai Dono.
****************************************************
****************************************************
Mare Gai Talwar Jab Marhab (L.a.) O Antar (L.a.)
Ashab E Payambar (S.a.w.w.) Se Kaha Maut Ne Haskar,
Do Aaie The Maidan Mein Ab Char Hai Dono,
Quran Aur Ali (A.S.) Ilm Ka Meyar Hai Dono.
****************************************************
Ashab E Payambar (S.a.w.w.) Se Kaha Maut Ne Haskar,
Do Aaie The Maidan Mein Ab Char Hai Dono,
Quran Aur Ali (A.S.) Ilm Ka Meyar Hai Dono.
****************************************************
Fitrus Yeh Hi Kehta Hua Udhta Hai Hawa Mein,
Kabe Me Dua Manglo Ya Karbobala Mein,
Shabbir (A.s.) Shahensha Ke Darbar Hai Dono,
Quran Aur Ali (A.S.) Ilm Ka Meyar Hai Dono.
****************************************************
Kabe Me Dua Manglo Ya Karbobala Mein,
Shabbir (A.s.) Shahensha Ke Darbar Hai Dono,
Quran Aur Ali (A.S.) Ilm Ka Meyar Hai Dono.
****************************************************
Kate Kabhi Phoolo Ki Tarha Ho Nahi Sakte,
Sote Hai To Sone Do Unhe Pas Nabi (S.a.w.w.) Ke,
Woh Fatema Zehra (S.A.) Ke Guneh Gar Hai Dono,
Quran Aur Ali (A.S.) Ilm Ka Meyar Hai Dono.
****************************************************
Sote Hai To Sone Do Unhe Pas Nabi (S.a.w.w.) Ke,
Woh Fatema Zehra (S.A.) Ke Guneh Gar Hai Dono,
Quran Aur Ali (A.S.) Ilm Ka Meyar Hai Dono.
****************************************************
Ek Sajda E Mabood Se Moh Mod Raha Hai,
Ek Halqaie Matam Se Humein Tod Raha Hai,
Tum Kutch Bhi Kaho Deen Ke Gaddar Hai Dono,
Quran Aur Ali (A.S.) Ilm Ka Meyar Hai Dono.
****************************************************
Ek Halqaie Matam Se Humein Tod Raha Hai,
Tum Kutch Bhi Kaho Deen Ke Gaddar Hai Dono,
Quran Aur Ali (A.S.) Ilm Ka Meyar Hai Dono.
****************************************************
Abbas (A.s.) Ke Shagird Ali (A.s.) Ke Hai Nawase,
Maut In Se Hai Darti, Yeh Nahi Darte Qaza Se,
Zainab (S.a.)Ke Pisar Jafar E Taiyyar (A.s.) Hai Dono,

Post a Comment